Jiyo ji bhar ke
Tere daaman mei sar chhupake sisakti aahon ne jo dum toda
Goya, us fariyaad me maine Zindagi ke har gum ko chhoda
Ab ji karta hai jiyun har pal ko ji bhar mai
Na jane kab kis taraf zindagi ne phir jabran moda

Comments